Friday, February 26, 2010

Main... revisited

palat ke zindagi ke pannon ko jo dekha, hansta muskurata main nazar aaya...
aaj mein jeena kise kehte hain, yeh mujhe mere kal ne sikhaya...
main phir utha ek baar usi josh ke saath, toh khud ko gamon se bandhaa hua paya...
todi zanjeerein jo maine gamon ki, toh apne aks mein naya insaan nazar aaya...

No comments: